Dil ki darakhton par kuch unkahi si baatein hai, Aaine k saamne baith ke jo aaj batani hai..
Bhul kar khudko thama tha haath jinka, un haaton ki sachai khudko jatlani hai.. Toote huye sheeshe ki tarah bikhar na jau, ye aaina aaj khudko dikhana hai..
Dil ki darakhton par kuch unkahi si baatein hai..
Aaj phir milna hai khud ko khud se, aur jo muqamal na ho paya, wo khwaab muqamal karwana hai.. Zindagi koi saza nahi ek haseen safar hai, iss haseen safar ka ehsaas khudko aaj dilana hai..
Dil ki darakhton par kuch unkahi si baatein hai Aaine k saamne baith ke jo aaj batani hai..
Aaj phir milna hai khud ko khud se,
aur jo muqamal na ho paya, wo khwaab muqamal karwana hai..
Zindagi koi saza nahi ek haseen safar hai,
iss haseen safar ka ehsaas khudko aaj dilana hai..nice words
Wonderful lines, Judy! “Zindagi koi saza nahi ek haseen safar hai” 🙂
Thanks Ravish.. 🙂
Beautiful and inspiring Judy! My favorite lines ” Zindagi koi saza nahi ek haseen safar hai,
iss haseen safar ka ehsaas khudko aaj dilana hai..”
http://Www.indiangirlamericanworld.blogspot.com
Thanks Sonal..
Aaj phir milna hai khud ko khud se,
aur jo muqamal na ho paya, wo khwaab muqamal karwana hai..
Zindagi koi saza nahi ek haseen safar hai,
iss haseen safar ka ehsaas khudko aaj dilana hai..nice words
Thanks.. 🙂
NIce Judy.