Skip to Content
Chand lamho main palat jaaati hai zindagi
kal jo mehfil-e-khaas hua karte the aaj mehfil se hi nadrad hai doston..
Mana ki kuch toh jayaz wajah rahi hogi unki bhi
par manzar-e-mehfil jo peeche chod aaye woh, us gustakhi ki kya saza sunaoge doston
Chand lamho main palat jaaati hai zindagi ..
Shama to ab bhi roz parwaan chadti hai, aur har roz ek nayi mehfil sajti hai
Par un mehfilon ka nazara kaise bayaan karoge doston
Chand lamho main palat jaaati hai zindagi
kal jo mehfil-e-khaas hua karte the aaj mehfil se hi nadrad hai doston..
– Judy
Like this:
Like Loading...
Related
bahut khoob.. i guess issi ka naam hai zindagi
Shama to ab bhi roz parwaan chadti hai par uska kya fayda jab parwane hi na ho. Wah! Bahoot khub, Judy.
बेहद सुंदर!
Lovelorn Poetry